Recents in Beach

Urdu Poetry By Gulfam Gujrati

Urdu Poetry  By Gulfam Gujrati


Urdu Poetry  By Gulfam Gujrati



Urdu 

یہ اُداسی جو میرے گھر میں ہے 

ایسا لگتا ہے شہر بھر میں ہے

میرے آنسو تھم ہی جاتے پر 

خواب ان کا جو چشمِ تر میں ہے 


تیری دنیا سے دور رکھتا ہے 

ایک شاعر جو میرے سر میں ہے 


اھل ساحل کی خیر چاہی تھی 

اپنی کشتی بھی اب بھنور میں ہے 


گھر سے بے گھر ہواہوں میں گلفام ؔ

نخلِ چاہت بھی اب ثمر میں ہے 



 گلفام ؔ گجراتی



Roman Urdu 


yeh udasi jo mere ghar mein hai

aisa lagta hai shehar bhar mein hai



mere ansoo tham hi jatay par


khawab un ka jo chashm-e tar mein hai



teri duniya se daur rakhta hai


aik shayar jo mere sir mein hai



ahel saahil ki kher chahi thi


apni kashti bhi ab bhanwar mein hai



ghar se be ghar huwa hon mein gulfaam ?


nakhl chahat bhi ab samar mein hai


Gulfam Gujrati

Post a Comment

0 Comments