Recents in Beach

Urdu Poetry

Urdu poetry by Gulfam Gujrati  

Urdu poetry by Gulfam Gujrati

Urdu 
یہ اُداسی جو میرے گھر میں ہے 
ایسا لگتا ہے شہر بھر میں ہے 
میرے آنسو تھم ہی جاتے پر 
خواب ان کا جو چشمِ تر میں ہے 
تیری دنیا سے دور رکھتا ہے 
ایک شاعر جو میرے سر میں ہے 
اھل ساحل کی خیر چاہی تھی 
اپنی کشتی بھی اب بھنور میں ہے 
گھر سے بے گھر ہواہوں میں گلفام ؔ
نخلِ چاہت بھی اب ثمر میں ہے 

 گلفام ؔ گجراتی

Roman Urdu 

yeh udasi jo mere ghar mein hai
aisa lagta hai shehar bhar mein hai
mere ansoo tham hi jatay par
khawab un ka jo chashm-e tar mein hai
teri duniya se daur rakhta hai
aik shayar jo mere sir mein hai
ahel saahil ki kher chahi thi
apni kashti bhi ab bhanwar mein hai
ghar se be ghar huwa hon mein gulfaam
nakhl chahat bhi ab samar mein hai


Gulfam Gujrati  




Post a Comment

0 Comments