Urdu Poetry by Muhammad Ishaq Ashufta
Urdu
خود کو یاس کا پھل کرتا ہے
آج کا کام جو کل کرتا ہے
میں پرچہ ہوں دو بانہوں کا
مجھ کو آنکھ سے حل کرتا ہے
کبھی کبھی وہ اپنی ہاں سے
ہنسی کو غم میں حل کرتا ہے
گِرتوں کو معلوم ہوا پھر
ووٹ بھی منہ کے بل کرتا ہے
کل تک سوچو کرنے والا
آج کو کیسے کل کرتا ہے
محمد اسحاق آشفتہ
Roman Urdu
khud ko yaas ka phal karta hai
aaj ka kaam jo kal karta hai
mein parcha hon do baamhom ka
mujh ko aankh se hal karta hai
kabhi kabhi woh apni haan se
hansi ko gham mein hal karta hai
girton ko maloom huwa phir
vote bhi mun ke bil karta hai
kal taq socho karne wala
aaj ko kaisay kal karta hai
Mohammad Ishaq Aashuftah
0 Comments